Posts

Showing posts from 2011

meri anubuti

jiwan me pana hi sub kuch nahi hota kabhi kabhi khusiyan milane per lagta hai ki muthi me aasman hai .or dusare hi pal jub nirasha se sacshkar hota hai to lagta hai pairon tale ki jamin hi  nahi hai  dono k\hi sithiti me dharya ki aawaskata hoti hai anyatha manav ko jeewan se hath dhona pard sakta  hai . kabhi tu han kahe kabhi kabhi na kahe, ye dubhida '''ban jati hai saja